KPKT 180

1.2K 153 17
                                    

Karishma look Haseena with layer of anger, & she drink the glass of water & keep the glass on table with the sound, Haseena shook her head, & says- baithiye, & Haseena take a seat on chair..

Karishma not taking a seat due to the anger, Haseena says with soft tone- Karishma please..

Karishma take a seat on chair with the anger, Haseena comes near to her chair, & take a seat beside Karishma's chair, & made turn Karishma's chair to her, that can Karishma face to her, Haseena take Karishma's hand in her, while Karishma pulled out her hands back & says with stern tone- thana hai, aur aap thana ki prabhari hai, toh..

Haseena stare Karishma for a moment & says with soft tone- humein pata hai, yeh thana hai, aur hum yaha ke prabhari hai, lekin aap hai, jo ek baat nahi samjh rahi hai, asal mei baat hai choti, aur aap usse baada bana rahi hai..

Karishma look Haseena with anger & Haseena continue- dekhiye, hum samjh rahe hai, aap nahi chahti hai Mira aapke saath kaam kare, lekin hum kuch bhi nahi kar sakte, toh hum yahi chahte hai, aap usse samjhe aur usse assist kare..

Karishma says with irks tone- machine hai woh, aur usse sab kuch pata hai, kya karna hai, kaise karna hai, phir bhi woh humein puch, puch kar pareshaan kar rahi hai, jaise ke koi choti bacchi ho..

Haseena stare Karishma for a moment & says with clam tone- humeine hi usse kaha hai, aapko har ek baare mei sawal puchne ke liye..

Karishma look to Haseena with confusion & says- kya, Haseena shook her head in yes..

Karishma asked with more confusion- lekin kiu..

Haseena says with clam tone- aap jo sayam baar, baar khooti hai, kuch waqt baad, Mira uss par ilaj hai, aur humein poora yakeen hai, aap poori shiddat ke saath yeh kaam karngi..

Karishma asked with stern tone- isske piche ki sacchai kuch alag hai, aur humein abhi poora yakeen hai, aap ussi wajah se humare piche iss tin ke dabbe ko laga rahi hai..

Haseena says with upset layer- Karishma aisi baat nahi hai..

Karishma cut her mid & says- toh kaisi baat hai, haan, boliye na kaisi baat hai..

Haseena not says a word, & Karishma says- humein gym jaana hai, hum abhi jaa rahe hai, waise bhi duty ka time khatam hone ko aaya hai..

Haseena shook her head & Karishma left the cabin, while Mira started to walk behind Karishma, & Haseena look Karishma, who give anger look to Mira, but end she give permission to Mira, to seat on her bike's back seat, & she left the thana..

Same time Santu, Pushpa ji, & Cheetah entered into the cabin of Haseena with upset mind, while Pushpa ji says- madamsir Mira madam ek piece mei toh aayegi na..

Haseena look to Pushpa ji, while Santu says- waise bhi aaj kal kabad ka daam kuch 25 rupye kilo hai..

Haseena look to Santu with shock, while Cheetah says- waise Mira madam ka wajah kitna hoga, 25 rupye ke hisab se kitne paise aayenge, usse thana ka udhari khatam ho jaayega..

Pushpa ji goes to open her mouth, while Haseena says with stern tone- aap sab chup karnge, kya kuch bhi aap sab bole jaa rahe hai, aur humein poora yakeen aisa kuch nahi hoga, samjh gaye aap sab log..

Three shook their head in yes, & Haseena says with stern tone- jaayiye aap sab aapna, aapna kaam kariye, & they left her cabin, Haseena stood near to balcony with little upset layer..

Karishma stop the bike near to dargah, & says- utro..

Mira- kiu Karishma madam..

Karishma look Mira & says- humein yaha par jaana hai..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now