Two pieces of our hearts

2.7K 200 58
                                    

Two weeks later

AS-kya hua Haseena aap pareshan kyu hai...(he asked while sitting beside her).

HM-hum babies ko lekar tension mein hai...(she said worriedly).

AS-aap teeno thik toh hai na...(worriedly).

HM-haan hum thik hai par babies ne abhi tak kick nhi kiya hai...(she said sadly).

AS-itni si baat, pehli garbhaavastha mein  bacche ki halchal der se hi mehsoos hoti hai...(he said smilingly).

HM-aap doctor ho?

AS-nhi..

HM-toh aap kaise kah sakte hai...(she said emotionally).

AS-woh...woh holi ke din ke baad se hume bhi apne rajkumar aur rajkumari ko mehsoos karna tha unki laat ko bhi mehsoos karna hai isliye humne internet par ja kar padha taaki hum jan sake ki hamare bacche kab laat  marenge bas wahi se pata chala aur waise bhi kal hum ja rahe hai doctor ke paas toh phir aap puchh lena...(he said smilingly)

HM-okay....

AS-ab so jaiye...

HM-Anubhav...

AS-kuch chahiye aapko?

HM-kya aap kal hume shopping par le chalenge...

AS-avsya waise agar aap bura na mane toh karan jaan sakte hai hum...

HM-ab hamare sare kapade tight ho gye hai aur ab sivaye saree aur in night dresses ke alawa kuch bhi bacha hai pahnane ko par garmi ki wajah se yeh night dresses bhi thodi thodi uncomfortable lag rahi hai...

AS-achha hua aapne hume yaad dila diya hum aapke liye kuch lekar aaye hai...

HM-kya?

AS-rukiye hum car mein se lekar aate hai...

HM-jaldi...

Minutes later he comes with some shopping bags.

AS-yeh lijiye...

HM-isme kya hai?

AS-aapki samasya ka samadhaan...(he said with a smile)

HM-matlab?

AS-aapke liye kuch aaramdayak vastr hai..

She takes clothes out of shopping bags.

HM-par aapko kaise pata..

AS-hum teen char din se dekh rahe  ki aap jyadatar saree pahan rahi aur ratri mein sote samay hamare vastr aur kal humne aapko darpan ke samne khade hokar khud ko niharte hai dekha tabhi hum samjh gye the isliye le aaye..

HM-thank you Anubhav....

AS-naap kar dekh lijiye sahi hai ki nhi aur baaki kal kharid lijiyega..

HM-hmm...

She puts her hand on her waist and then stands up and goes to the bathroom. She comes from the bathroom wearing a comfortable T-shirt and pajamas and notices that Anubhav is not in the room.

HM-yeh Anubhav kahan chale gye...(she asked worriedly to herself).

HM-aahh...(sighing with pain) yeh kamar dard...

She sits on the bed feeling a lot of pain in her back.

AS-Haseena...

HM-aap kahan chale gye the?

AS-kahin nhi...

HM-so jaiye kal hospital jana hai...

AS-aap let jaiye hum aapke kamar ki malish kar dete hai...

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now