Someone flirting with mishti?!!

969 125 120
                                    

"Jab hum depress hote hai tho, bass yeh yaadh rakhna hai ki, depression ek train ki tarah hai aur hum platform jaisa hai....platform me kitne train rukhte hai, usme depression bhi ek hai...train platform me humesha ke liye tho nahi rukh sakta na...aisa hi depression....so, concentrate on positive things"....happy reading😊.

It was evening and mishti was out with kuhu... As abir was home early, he went to his parents room and knocked the door...
A : papa...
Rajshree and vishambar looked at abir...
V : andhar aao abir..
R : kya baat hai!!... Aaj hamaare bete ko apni angry chorni ke alawa kisi aur ka bhi yaadh aa chuki hai...

Abir narrowed his brows,
A : aap aise kyu keh rahe hai maa?...
Rajshree sighed,
R : itni serious hone ki zarurat nahi hai... Me tho mazaq kar rahi thi.. Bata kya baat hai?...
A : papa... Mujhe MD karni hai...  Iske liye aapki permission chahiye...
V : isme humare permission kyu chahiye abir?... jo mann karega wo karo.. Hum humesha saath denge...

A : papa, darasal baat yeh hai ki mujhe US se apni post graduation karni hai... Tho, apply karne se pehle socha aapse poochta hu...
R : kya?... US?... Abir, waha tak jaane ki kya zarurat hai beta?.. Yahi India me hi karlena..
V : ek minute rajshree... Abir, kyu waha se karni hai?.
A : papa, maine thoda bahut research ke baadh hi US chuna hai... Please, aap permission dijiye... Bass theen saal ka hi course hai.

R : theen saal?.. Pagal tho nahi ho gaye ho na tum?.. Abir, theen saal me apne bacchon se door kaise rahungi... Aur meri beti mishti se tho itne saal door nahi reh sakti...
A : maa, please.... Samjo yaar...yeh bahut important hai mere career ke liye..
Vishambar has never said no to any demand of their children, when it comes to academics...
V : kitna paisa lagega abir?.
A : papa, wo sab me manage kar lunga... Maine itne mahine kaam kiya hai tho admission ke liye paisa adjust ho jaayega.. Bass waha rehna ke liye ek house ko rent pe lena hoga..

V : rent pe mat lo... Kharidlo ek flat ko.. Me invest karunga usme...Waise bhi humhe humara business waha pe bhi extend karna hai tho, baadh me bhi use ho jaayega...
A : ok papa...
V : mishti ke saath baitke, yahi se flat ko search karo aur choose karo... Waha jaake ek baar dekh ke final kar dena..
A : ji...
V : teek hai... Abir jaao.. Apply kardo.. Lekin, akele nahi jaaoge..

A : ha papa... I know... Mishti bhi mere saath aayegi...
R : lekin, shaadi ke bina inn dinon ko ek saath kaise bej sakte hai ji?.
V : kyu?.. Apne bacchon pe bharosa nahi hai rajshree aapko?.
Abir chuckled.. Rajshree rolled her eyes,
R : mera matlab wo nahi hai... Ek kaam karte hai.. Inn dono ke shaadi jald hi kar dete hai.. Phir, hum shaanti se inn donon ko US ke liye bej sakte hai...
V : ha sahi kaha... Pandit ji se baat karo aur muhrut nikhalwao...

R : waise abir, yeh course kab se shuru hoga?.
A : maa, shayad dho mahine baadh...
R : teek hai.. Me pandit ji se baat karungi...
V : teek hai abir, apply kardo MD ke liye...
A : thanks papa...
Vishambar smiled and left from there...

Abir came and hugged his mother,
A : meri maa.. Sabse pyaari hai.. Thank you maa...
Rajshree hit his hand, and said emotionally,
R : accha... Lekin, abir.. Tum dono hum donon ko miss karoge na?... Me kaise rahungi apne bachhon se door?.. Wo bhi theen saal?.. Agar meri potha ya pothi honge tho, me unhe bina dekh ke kaise rahungi...

Abir chuckled and rolled his eyes,
A : what!!.. Aap already potha pothi ke baare me soch rahe hai?... Maa common.. Hum wo sab abhi shaadi ke baadh hi plan nahi karne waale hai... Humhe apna career banana hai.. Baadh me wo sab dekhenge...
R : nahi.. Suno beta... Shaadi ke baadh dho saal ek doosre ke liye dho.. Uske baadh bacche ke liye plan kardo.. Bacche aate hi zindagi me ek nayi josh aajaati hai..

Abir sighed,
A : maa, wo sab baadh ke baat hai... Ab please, aap emotional mat ho... Abhi dho mahine hai aapko emotional hone ke liye... Please, ab mujhe ek cup chhai milega?.
R : aaj kal ke bacche humare kaha sunte hai... Tu bait hall me.. Me abhi leke aati hu chhai...
Abir smiled and kissed his mother,
A : thanks maa...
And went and sat in the hall, scrolling his mobile..

Will You Be Mine Forever? Where stories live. Discover now