PART 40- NEW CASE IN MPT

1.5K 148 8
                                    

HAPPY NEW YEAR GUYZZ!!!



AFTER FEW HOURS
IN MPT,

Everyone was sitting and doing their works when a man entered in mpt shouting followed by his wife...

H(shouting)- koi h???...koi h???....

Pj(making him calm said)- shant shant thane mein h aaplog.... aaram se apni baat boliye...

W(apologizing)- maaf kijiyega... ye bahut jyada pareshaan h mujhe lekar isiliye aise hyper hogaye.... main batati hu hamari takleef...

Meanwhile kareEna and cheetosh too came from back... and ks said....

Ks(said)- behtar rahega agar aap hame aaram se hi bata de to... u kaa h ki agar ham pareshaan hogaye to aapke ee pati thane ki garima bhang karne ke apraadh mein paw pe wapas nhi jaa payenge aapke saath...

Hm(held her hand and signaled her to calm and then hm continued)- aaplog bataiye ki kya hua h...

W(smiled a bit and said)- maddam mera naam Mamta h aur ye mere pati h Hari...
Maddam baat aaj se ek hafte pahle shuru hui thi... mere janamdin se...

....mere janamdin pe maine apne kuch colleague ko ek chote se get together pe invite kiya tha... usme sab log aaye the aur sab kuch na kuch tohfa lekar aaye the... jisko ya to maine ya inhone receive karke ek room mein rakh diya tha....

....agle din jab hamne tohfe check kiye to usme se ek bouquet nikla jisko hamdono mein se kisi ne receive nhi kiya tha... na hi kisi bhi guest ke paas use dekha tha....

Santu(interrupted)- ha to isme FIR likhwane jaisa kya baat h... agar kisi ne gift bhej diya ho par kisi karan wo mil na paya ho aapse....iska matlab ye to nhi ki aap use jail bhejwa doge...🤣🤣🤣

Cheeta(in his style)- ufff ye masumiyat santuji!!!

Ks(interrupting)- na cheete.... masumiyat nhi... santu ki baat sahi h lekin baat rakhne ka tareeka nhi.... (saw everyone's interrogating eyes and she continued).... na hamara matlab h ki.... us guldaste mein aisa kaa khaas tha ki aapko ye Janna hi janna h ki wo kisne diya h?

Hm was deeply indulged in listening the case.... meanwhile others just nodded....

W- maddam do baato ke karan mujhe janna h ki wo kisne gift kiya tha....
Pahli wajah to usi din bouquet dekhne ke saath hi shuru hogayi thi...
(EXPLAINING HERSELF)....mujhe ek seasonal flower pasand h jo is season mein lucknow mein nhi milta h... use order deke mangwana parta h.... saath hi mujhe ye flowers hi pasand h ye bahut gine chune logo ko hi pata h.... aur Maine un sab se pucha h... unme se kisi ne nhi bheja tha ye.....

Hm(thinking deeply asked)- hmmm aur dusri kaun si wajah h?

W(her doubtful expression changed into the fear and she started to narrate in a trembling voice)- maddam bouquet dekh ke Shaq tha mere dimaag mein ki kuch gadbad h par yakeen uske do din baad aaya... rozana ki Tarah maine office mein apna laptop khola kaam karne ke liye to usme mujhe ek letter mila....

Ks(interrogating)- chitthi? Kaisa chitthi?

W(continued narrating)- us letter mein likha tha..."kya kia tumne Mamta, humne itni mushkil se tumhare pasandida phool bheje the aur tumne unhe khol ke dekha bhi nhi....ham naraz h is baat se aur iska khamiyaza tumhe bhugatna hoga...."
(And reading this from the letter she handed it to pj)....

Here listening to this everybody was already lost and shock.... but for hm, she was relating to all these.... and fear in her eyes has already set.... fear of the biggest nightmare of her life....

Ks(holding onto present moment asked)- aur uske baad kaa hua?

Listening this the lady broke into tears while her husband comforted her and he continued further....

Raaz-e-ishq Where stories live. Discover now